Wednesday 29 February 2012

Hazrat ALI(R.A) Se sawal kya gya k Namaz me 2 sajde Q hen?

Ap ne Irshad frmya:

Nimazi jb sajda-e-aval k lye khak pr peshani rakhta he to us bat ki taraf ishara he k miti se paida hua he,
aur jab sar ko sajde se uthata he to is bat ki taraf ishara he k zamin se aya he.

2sra sajda is bat ki alamat hy k dobara zamin me jaega
aur miti me badal jaega jb dobara sajde se sir uthata he to iska matlab ye he k dobara Qayamat k din zinda kiya jaega.....